Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeZiddi (1964)
HomeZiddi (1964)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


champakali dekho jhuki gayi re jaadoo kiya mere pyaar ne hoooo juhi ke phool tune dil le liya re paagal kiya tere pyaar ne hoooo champakali dekho jhuki gayi re jaadoo kiya mere pyaar ne ye tera shabaab pyaar ka kamal ankhdiyaan hai yaa koi gazal hai pyaar ki ye tera shabaab pyaar ka kamal ankhdiyaan hai yaa koi gazal hai pyaar ki ban gaye hum yun haseen ban gaye hum yun haseen aap ki wo inaayat huyi champakali dekho jhuki gayi re jaadoo kiya mere pyaar ne mere dil ki aag raag ban gayi mujhko zindagi mein gungunana aa gaya aaaa mere dil ki aag raag ban gayi mujhko zindagi mein gungunana aa gaya jaaneman tum jaan lo jaaneman tum jaan lo pyaar pathar ko deta hai jhuka juhi ke phool tune dil le liya re paagal kiya tere pyaar ne hooo raat naujawaan tum bhi ho yahaan aaj apne pyaar par bahaar aa gayi raat naujawaan tum bhi ho yahaan aaj apne pyaar par bahaar aa gayi mil gaye dil khil gaye mil gaye dil khil gaye ye kali teri dulhan banegi champakali dekho jhuki gayi re
jaanun kya mera dil ab kahaan kho gaya bolo bolo bolo bolo bolo bolo bolo bolo aye gulnaar aye gulnaar jaanun kya mera dil ab kahaan kho gaya bolo bolo bolo bolo bolo bolo bolo bolo aye gulnaar aye gulnaar ho boloooo kuchh to bolo bolo bolo ho bolo aye gori haseena are mushkil hua jeena bahaaron ke shehar mein o meri raani haaye haaye haaye haaye tum hi kuchh bataao naa itna sataao paanv tale dekho humara dil naa ho jaanun kya mera dil ab kahaan kho gaya bolo bolo bolo bolo bolo bolo bolo bolo aye gulnaar aye gulnaar jaanun kya mera dil ab kahaan kho gaya bolo bolo bolo bolo bolo bolo bolo bolo aye gulnaar aye gulnaar sooraj se bhi poochha aur kirnon se bhi poochha sunta nahin koi humari baaten haaye haaye haaye haaye phoolon se bhi poochha aur kaliyon se bhi poochha koi kuchh naa bola aur main to loot gaya jaanun kya mera dil ab kahaan kho gaya bolo bolo bolo bolo bolo bolo bolo bolo aye gulnaar aye gulnaar jaanun kya mera dil ab kahaan kho gaya bolo bolo bolo
main tere pyaar mein kya kya naa bana main tere pyaar mein kya kya naa bana dilbar jaane ye mausam jaane ye mausam main ghata pyaar bhari tu hai mera baadal jaane ye mausam jaane ye mausam haaye main tere pyaar mein kya kya naa bana dilbar jaane ye mausam jaane ye mausam tu hai meri bansi main hoon tera kaanha tu hai meri bansi tu hai meri bansi main hoon tera kaanha tera mera pyaar hai sadiyon puraana dil ke har taar mein hai raag tera humdam jaane ye mausam jaane ye mausam main ghata pyaar bhari tu hai mera baadal jaane ye mausam jaane ye mausam tu hai mora phoolwaa main hoon teri khushboo tu hai mora phoolwaa tu hai mora phoolwaa main hoon teri khushboo des bides maa sang sang ghoomun tu hai gulzaar mera main hoon teri shabnam jaane ye mausam jaane ye mausam main tere pyaar mein kya kya naa bana dilbar jaane ye mausam jaane ye mausam tu hai meri manzil main hoon tera saahil tu hai meri manzil tu hai meri manzil main hoon tera saahil kar ke rahenge ik din haasil
duniyaa banaane waale sun le meri kahaani roye meri muhabbat tadpe tadpe meri jawaani niiiiii niiiiii pyaar ki aag mein tan badan jal gaya pyaar ki aag mein tan badan jal gaya jaane phir kyun jalaati hai duniyaa mujhe jaane phir kyun jalaati hai duniyaa mujhe pyaar ki aag mein tan badan jal gaya main to rota phirun baadlon ki tarah thandi aahen bharun paaglon ki tarah main to rota phirun baadlon ki tarah areeeee mainn toooo rotaaaaaaa phirun unnnn unnnn main to rota phirun baadlon ki tarah thandi aahen bharun paaglon ki tarah jaane phir kyun unnn unnnnnn unnnnn phir kyun jaane phir kyun rulaati hai duniyaa mujhe pyaar ki aag mein tan badan jal gaya pyaar ki aag mein tan badan jal gaya baat jab main karun munh se nikle dhuwaan jal gaya jal gaya mere dil ka jahaan baat jab main karun munh se nikle dhuwaan baat jab main karun munh se nikle dhuwaan are jal gaya jal gaya mere dil ka jahaan jaane phir kyun unnn unnnnnn unnnnn phir kyun jaane phir kyun sataati hai duniyaa
pyaar ki manzil mast safar tum ho haseen hum hain jawaan saamne tum ho phir bhi humen hosh nahin hum hain kahaan pyaar ki manzil mast safar tum ho haseen hum hain jawaan saamne tum ho phir bhi humen hosh nahin hum hain kahaan pyaar ki manzil yun hi sataunga din aur raat jab tak naa dogi tum haathon mein haath yun hi sataunga din aur raat jab tak naa dogi tum haathon mein haath ye zidd bhi hai kitni humko dekhna hai pyaar ki manzil mast safar tum ho haseen hum hain jawaan saamne tum ho phir bhi humen hosh nahin hum hain kahaan pyaar ki manzil dam se humare hai tum par bahaar ehsaan maano ji kiya tumse pyaar dam se humare hai tum par bahaar ehsaan maano ji kiya tumse pyaar jalwe to laakhon hain kaun poochhta hai pyaar ki manzil mast safar tum ho haseen hum hain jawaan saamne tum ho phir bhi humen hosh nahin hum hain kahaan pyaar ki manzil maano ya na maano ji tum ho haseen aji dil ki baaton ka kar lo yakeen maano ya na maano ji tum ho haseen aji dil ki baaton ka kar
aaya naa koi aise yahaan chham se naa hoga jo kaam kiya humne wo rustam se naa hoga ooooooo ooooo oooooo raat ka samaa jhume chandrama tann mora naache re jaise bijuriyaa raat ka samaa raat ka samaa jhume chandrama tann mora naache re jaise bijuriyaa raat ka samaa dekho dekho dekho hoon nadi pyaar ki suno suno suno baandhe main naa bandhi main albeli maan lo badi ziddi main albeli maan lo badi ziddiiiiii maane mujhko jahaan raat ka samaa jhume chandrama tann mora naache re jaise bijuriyaa raat ka samaa naachun naachu naachun morni baag kiiii dolun dolun dolun hirniyaa madbhari ghunghar baaje chhama chham ghunghar baaje ghunghar baaje chhama chham ghunghar baajeeee aarzoo hai jawaan raat ka samaa jhume chandrama tann mora naache re jaise bijuriyaa raat ka samaa dheere dheere dheere jeet meri huyiiii haule haule haule haar teri huyi teri tarah jaa re jaa bahot dekhe teri tarah jaa re jaa bahot dekheeee mujh sa koi kahaan raat ka samaa jhume chandrama tann mora naache
teri soorat se nahin milti kisi ki soorat teri soorat se nahin milti kisi ki soorat hum jahaan mein teri tasveer liye phirte hain teri soorat se nahin milti kisi ki soorat khoob chehra hai tera donon jahaan hain paagal saamne tere hai pheeka wo haseen taaj mahal teri zulfon ne sanam dil mera baandh liya tune ae jaan e sitam pyaar ka jaam diya zulf ki hum jawaan zanjeer liye phirte hain teri soorat se nahin milti kisi ki soorat hum jahaan mein teri tasveer liye phirte hain teri soorat se nahin milti kisi ki soorat ye to duniya hai yahaan ek nahin laakh haseen jo adaa dekhi hai tujh mein wo kisi mein bhi nahin saamna tera jab hoga to qayaamat bhi hogi aankh jab tujhse milegi to mohabbat bhi hogi pyaar ki hum ajab taaseer liye phirte hain teri soorat se nahin milti kisi ki soorat hum jahaan mein teri tasveer liye phirte hain teri soorat se nahin milti kisi ki soorat chaandni raat bhi zaalim teri parchhaayi hai aur sooraj ne tere gaalon se chamak paayi hai gar tujhe
ye meri zindagi ek paagal hawaa aaj idhar kal udhar main kisi ki nahin ye meri zindagi ek paagal hawaa aaj idhar kal udhar main kisi ki nahin ye meri zindagi jeevan mera jyoti pyaar ki har dil se mail chaahat ka khel duniyaa se pyaar karti meri mehfil sabki raahen chalne mein teer itni shareer jaise gagan ki laali aaj idhar kal udhar main kisi ki nahin ye meri zindagi ek paagal hawaa aaj idhar kal udhar main kisi ki nahin ye meri zindagi meri duniyaa dhoke suhaane waade haseen kaagaz ke phool khushboo se door hai hoon to saahil lekin toofan manzil na koi mere khayal masti mein choor hain aaj idhar kal udhar main kisi ki nahin ye meri zindagi ek paagal hawaa aaj idhar kal udhar main kisi ki nahin ye meri zindagi mera ye dil zakhmon ka gulshan aahen bharun na shikwe karun main aansun ke jaam pee loon ghum ko bhulaaun khush ho ke gaaun machle jo dard chehra ho zard deewani ban ke jee loon aaj idhar kal udhar main kisi ki nahin ye meri zindagi ek paagal hawaa aaj idhar
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Champakali Dekho Ziddi (1964) 03:52 14451
 
Poster of Ziddi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Asha Parekh
Duration : 03:52   Song Number : 14451   

Jaanun Kya Mera Dil Ziddi (1964) 04:08 14452
 
Poster of Ziddi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 04:08   Song Number : 14452   

Main Tere Pyaar Mein Ziddi (1964) 04:01 14449
 
Poster of Ziddi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Mehmood, Shobha Khote
Duration : 04:01   Song Number : 14449   

Pyaar Ki Aag Mein Tan Ziddi (1964) 04:32 12532
 
Poster of Ziddi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Mehmood
Duration : 04:32   Song Number : 12532   

Pyaar Ki Manzil Mast Ziddi (1964) 04:05 12533
 
Poster of Ziddi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 04:05   Song Number : 12533   

Raat Ka Samaa Jhume Ziddi (1964) 05:34 21139
 
Poster of Ziddi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 05:34   Song Number : 21139   

Teri Soorat Se Nahin Ziddi (1964) 04:13 19339
 
Poster of Ziddi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 04:13   Song Number : 19339   

Ye Meri Zindagi Ziddi (1964) 04:41 14450
 
Poster of Ziddi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 04:41   Song Number : 14450